SEARCH RESULTS
Showing search results for "عرق"
Ghazal MATCHES FOR "عرق"
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
ejaaz-e-iisvii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan mujassam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
har dam araq araq nigah-e-be-hijaab hai
kis ne nigaah-e-garm se dekhaa hayaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
yak bosa aur lu.ngaa araq mu.nh se puuchh kar
vo aab aab sharm ke maare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
is KHaak ko allaah ne baKHshe hai.n vo aa.nsuu
kartii hai chamak jin kii sitaaro.n ko araq-naak
Allama Iqbal
Ghazal
na kah ki taaqat-e-rusvaa.ii-e-visaal nahii.n
agar yahii araq-e-fitna hai mukarrar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
zarre afshaa.n ke nahii.n kirmak-e-shab-taab se kam
hai vo zulf-e-araq-aaluud ki barsaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
bad-gumaanii ne na chaahaa use sargarm-e-KHiraam
ruKH pe har qatra araq diida-e-hairaa.n samjhaa