SEARCH RESULTS
Showing search results for "عصر"
Ghazal MATCHES FOR "عصر"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
hamaaraa dard ajab marhale me.n hai ki jahaa.n
vo be-suKHan bhii nahii.n aur lab-kushaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
kaaT kar raato.n ke parbat asr-e-nau ke tesha-zan
juu-e-shiir-o-chashma-e-nuur-e-sahar laate rahe