SEARCH RESULTS
Showing search results for "علاج_اخترؔ_ناکام"
Ghazal MATCHES FOR "علاج_اخترؔ_ناکام"
Ghazal
ilaaj-e-'aKHtar'-e-naa-kaam kyuu.n nahii.n mumkin
agar vo jii nahii.n saktaa to mar to saktaa hai
Akhtar Ansari
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
ab na pahchaane ko.ii 'aKHtar' to is kaa kyaa ilaaj
umr saarii kaaT dii hai tuu ne rasm-o-raah me.n
Akhtar Saeedi
Ghazal
hilaal o badr ke naqshe sabaq dete hai.n insaa.n ko
ki naakaamii binaa-e-kaamraanii ab bhii hotii hai
Akhtar Shirani
Ghazal
jis se 'aKHtar' ho mire dard-e-mohabbat kaa ilaaj
kyaa masiihaa-nafaso.n ko vo davaa yaad nahii.n
Akhtar Muslimi
Ghazal
paataa hii nahii.n raah kisii dil me.n ilaahii
mai.n kis dil-e-naakaam kii aaho.n kaa asar huu.n
Meer Hasan
Ghazal
ghunDii pe ho qabaa ke nisaar aKHtar-e-falak
sajde kare hilaal garebaa.n ke saamne
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
kii 'munavaar' ne du.aa jo bhii vo naakaam rahii
ajr me.n qahr-e-ilaahii ke sivaa kuchh na milaa