SEARCH RESULTS
Showing search results for "علی_الصباح"
Ghazal MATCHES FOR "علی_الصباح"
Ghazal
alassabaah mujhe bhar ke jaam-e-najm-e-sahar
mudaam detaa hai saaqii-e-naam-daar miraa
Ameen Hazin
Ghazal
jab jaal machhere ne sameTaa hai alassub.h
TuuTaa hu.aa ik chaa.nd bhii taalaab se niklaa
Aziz Nabeel
Ghazal
maqtal me.n ‘alassub.h KHamoshii kaa hu.aa raaj
ab ek fasaana hii yahaa.n raqs-kunaa.n hai
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
ahd karte hai.n na piine kaa alassub.h magar
shaam ke aate hii paimaane chhalak jaate hai.n
Ghazala Tabassum
Ghazal
sabo.n ne apne piyaaro.n ke lab chakhe alassub.h
guzaar kar shab-e-hijraa.n sabo.n kii saharii hu.ii
Pallav Mishra
Ghazal
ik zaKHm ko ye raat banaa detii hai suuraj
ik dard 'alassub.h ubhar jaataa hai mujh me.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
fazaa chaman kii to shabnam se baa-vazuu hogii
KHudaa kaa zikr alassub.h paat paat se hai
Hayat Madrasi
Ghazal
mai.n huu.n fidaa-e-KHumaar-e-'alas-sabaahii ab
ko.ii na lutf bachaa jaam-e-arGavaanii me.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
vo KHvaab ko bhii haqiiqat samajh ke jiite hai.n
isii me.n KHush hai.n to ye iltibaas rahne do
Atyab Ejaz
Ghazal
sahal hai sajda huquuq-ul-ibaad mushkil-tar
isii liye to mai.n aabid nahii.n ibaadii huu.n
Shakeel Shah
Ghazal
ko.ii ustaad kii islaah kii suurat yaa-rab
ilm behtar hai na hazrat kaa adab achchhaa hai