SEARCH RESULTS
Showing search results for "عمامے"
Ghazal MATCHES FOR "عمامے"
Ghazal
mire ahd me.n nahii.n hai ye nishaan-e-sar-bulandii
ye ra.nge hu.e amaame ye jhukii jhukii kulaahe.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ammaame ko utaar ke pa.Dhiyo namaaz shaiKH
sajde se varna sar ko uThaayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
hai kunj-e-aafiyat tujhe paa kar pata chalaa
kyaa hamhame the gard-e-sar-e-rah-guzaar me.n
Majeed Amjad
Ghazal
tire nafiis amaame ke pech yuu.n khulte
musaafiro.n ke liye saa.ebaa.n me.n Dhal jaataa
Hamida Shaheen
Ghazal
amaame-baaz jo ye kanThe ghaTTe vaale hai.n
jahaa.n me.n jaise hai.n zii-e'tibaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
nishaan-e-azmat-e-aslaaf hai.n jo
buzurgo.n ke vo ammaame kahaa.n hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai