SEARCH RESULTS
Showing search results for "غافل_خواب"
Ghazal MATCHES FOR "غافل_خواب"
Ghazal
khol kar aa.nkh u.Daa diid jahaa.n kaa Gaafil
KHvaab ho jaa.egaa phir jaagnaa sote sote
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ansh Pratap Singh Ghafil
Ghazal
Mushfiq Khwaja
Ghazal
raat is andaaz se dekhaa hai tum ko KHvaab me.n
nii.nd me.n Gaafil bhii the ham aur kuchh bedaar se
Naseem Ansari
Ghazal
apne mar-miTne ke asbaab bahut dekhtaa huu.n
'ishq vaalaa huu.n tire KHvaab bahut dekhtaa huu.n
Krishna Kumar Toor
Ghazal
aap kii yaad se mai.n to kabhii Gaafil na rahaa
aap kahte hai.n tujhe KHvaab me.n Gaafil dekhaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
KHvaab me.n vo mire aaGosh me.n aa jaataa hai
merii sotii hu.ii taqdiir jagaa jaataa hai
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
har baat yahaa.n baat ba.Dhaane ke liye hai
ye umr jo dhokaa hai to khaane ke liye hai
Mahboob Khizan
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ko.ii dekhe to ye andaaz sataane vaalaa
mujh se Gaafil hai mire KHvaab me.n aane vaalaa
Tahir Tilhari
Ghazal
jo KHushk jhiil kii miTTii se aab maa.ngte hai.n
vo a.ndhkaar se ra.ngo.n ke KHvaab maa.ngte hai.n
Rakesh Rahi
Ghazal
KHud ko kyaa KHuun rulaa.oge bataa.o to sahii
tum mujhe kaise bhulaa.oge bataa.o to sahii
Aarif Nazeer
Ghazal
duur tak phailaa samundar mujh pe saahil ho gayaa
lauT kar jaanaa yahaa.n se aur mushkil ho gayaa
Aashufta Changezi
Ghazal
KHvaab saare ho ga.e hai.n nii.nd se ab maavaraa
pesh kar Gaafil amal ko.ii agar daftar me.n hai