SEARCH RESULTS
Showing search results for "غرق"
Ghazal MATCHES FOR "غرق"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
mujhe rokegaa tuu ai naaKHudaa kyaa Garq hone se
ki jin ko Duubnaa ho Duub jaate hai.n safiino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
bhaTak rahii thii jo kashtii vo Garq-e-aab hu.ii
cha.Dhaa hu.aa thaa jo dariyaa utar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
mai.n bahr-e-fikr me.n huu.n Garq is liye 'naayaab'
guhar mujhe bhii ko.ii zer-e-aab mil jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
bahr-e-zauq-o-shauq me.n ye bhii Ganiimat jaaniye
'nuuh' ko tuufaan uThaa kar Garq karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye jashn-e-naa-KHudaa hai ki maujo.n kaa raqs hai
kashtii ho Garq-e-aab magar naa-KHudaa rahe
Jameel Malik
Ghazal
har baat me.n unhii.n kii KHushii kaa rahaa KHayaal
har kaam se Garaz hai unhii.n kii razaa mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
safiina Garq hii karnaa pa.Daa hame.n aaKHir
tire baGair samundar ko paar kyaa karte
Azhar Iqbal
Ghazal
kyaa jaane bahr-e-ishq me.n kitne hu.e hai.n Garq
saahil se sat.h-e-aab ko hamvaar dekh kar