SEARCH RESULTS
Showing search results for "فارس"
Ghazal MATCHES FOR "فارس"
Ghazal
vo ishq to karegaa magar dekh bhaal ke
'faaris' vo tere jaisaa divaana to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
agar mile bhii to miltaa hai raah me.n 'faaris'
kahii.n se aate hu.e yaa kahii.n ko jaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
achchhe achchho.n pe bure din hai.n lihaazaa 'faaris'
achchhe hone se to achchhaa hai buraa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
faanii hone se na ghabraa.iye 'faaris' ki hame.n
an-ginat martaba marnaa hai amar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
bahut dino.n se mai.n us se nahii.n milaa 'faaris'
kahii.n se KHair-KHabar le ke aa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
junuu.n bhii sirf dikhaavaa hai vahshate.n bhii Galat
divaana hai nahii.n 'faaris' divaana bantaa hai
Rehman Faris
Ghazal
tum achchhii dost ho so meraa mashvara ye hai
milaa-julaa na karo 'faaris'-e-KHaraab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
ye apne apne muqaddar kii baat hai 'faaris'
mai.n is me.n simTaa rahaa vo bikhar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
umr-bhar ishq kisii taur na kam ho aamiin
dil ko har roz ataa ne.amat-e-Gam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
chaar jaanib hai hujuum-e-naa-shanaasaan-e-suKHan
aaj puure zor se 'faaris' pukaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
yahii du.aa hai yahii hai salaam ishq ba-KHair
mire sabhii rufqaa-e-kiraam ishq ba-KHair
Rehman Faris
Ghazal
'ishq vo 'ilm-e-riyaazii hai ki jis me.n faaris
do se jab ek nikaale.n to sifar bachtaa hai
Rehman Faris
Ghazal
faaris! hame.n bhii shauq-e-mulaaqaat hai magar
puure kare.nge baa'd me.n sab chaav ghar raho
Rehman Faris
Ghazal
hai to miraa bhii naam sar-e-fahris-e-junuu.n
lekin abhii kisii ne pukaaraa nahii.n mujhe
Faizi
Ghazal
jaise faaras me.n KHulaasa hai zabaan-e-shiiraaz
vaisii hii hind me.n hai paak zabaan-e-dehlii