SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرس"
Ghazal MATCHES FOR "فرس"
Ghazal
haazir huu.n mujhe basta-e-fitraak-e-faras kar
gar said ko.ii turk-e-sitamgar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
baage.n khi.nchii.n masaafate.n ka.Dkii.n faras ruke
maazii kii rath se kis ne palaT kar nigaah kii
Majeed Amjad
Ghazal
havaa ke gho.De pe rahtaa hai vo savaar mudaam
kisii kaa us ke baraabar faras nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Ghazal
faras-e-umr hii apnaa hai bahut sust qadam
varna 'ehsaan' pe tho.Dii sii masaafat kyaa thii
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
kisii ne thaam lii ba.Dh kar mire faras kii rikaab
kisii ne haath ba.Dhaayaa thaa ziin kii jaanib
Shahid Kamal
Ghazal
jab hu.aa mahv-e-adaa baaG me.n vo KHusrav-e-husn
phuulo.n ke aks se gulguu.n faras-e-naaz hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dau.Daatii hai ye ruuh mirii jism ko har-suu
asvaar u.Daataa hai zamaane me.n faras ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
faras ko duur kiyaa sar se taaj utaar diyaa
tumhaare shahr me.n pahu.nchaa to mai.n piyaada hu.aa
Jawaz Jafri
Ghazal
ai shahsavaar us kaa chamaknaa daliil hai
aahuu-e-KHaavarii hai ye teraa faras nahii.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Anees Ashfaq
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa