SEARCH RESULTS
Showing search results for "قالب"
Ghazal MATCHES FOR "قالب"
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nikal kar apne qaalib se nayaa qaalib basaa.egii
asiirii ke liye ham ruuh ko aazaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
azal se maut ne ab tak ka.ii qaalib badalvaa.e
magar jo choT thii dil me.n vahii mahsuus hotii hai
Jigar Barelvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaa.n Daaltaa hai 'mus.hafii' qaalib me.n suKHan ke
mushkil hai ki tum us kii tarah sher to Dhaalo
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n huu.n KHud se mutaqaabil mutabaadil mutazaad
ruuh Thahre miraa unvaa.n kabhii qaalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nik.hat-e-gul kii hai raftaar havaa kii paaband
ruuh qaalib se nikalne pe bhii aazaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ko.ii nasiim kaa naGma ko.ii shamiim kaa raag
fazaa ko amn ke qaalib me.n Dhaalne ke liye
Ehsan Danish
Ghazal
khulaa ye dil pe ki taamiir-e-baam-o-dar hai fareb
baguule qaalib-e-diivaar-o-dar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
tuu aur ham ai dost the yak-jaan do qaalib
thaa Gair sivaa apne jo thaa yaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hastii me.n hai.n adam ke maze aashiqo.n ko 'daaG'
qaalib me.n jaan aate hii pahluu se dil gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ab to ye shahr hai ik qaalib-e-be-jaa.n hamdam
kuchh yahaa.n rahne kii KHushiyaa.n na manaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
har ik ke paa.nv par jhukte kaTii umr
na samjhe ham ki kis qaalib me.n tuu thaa