SEARCH RESULTS
Showing search results for "قتیلؔ"
Ghazal MATCHES FOR "قتیلؔ"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
zamaana dekh chukaa hai parakh chukaa hai ise
'qatiil' jaan se jaa.e par iltijaa na kare
Qateel Shifai
Ghazal
jaagaa hu.aa zamiir vo aa.iina hai 'qatiil'
sone se pahle roz jise dekhtaa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kabhii na sochaa thaa ham ne 'qatiil' us ke liye
karegaa ham pe sitam vo bhii har kisii kii tarah
Qateel Shifai
Ghazal
qaa.em hai 'qatiil' ab ye mire sar ke sutuu.n par
bhau.nchaal bhii aa.e to miraa ghar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n apnii zaat me.n niilaam ho rahaa huu.n 'qatiil'
Gam-e-hayaat se kah do KHariid laa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
'qatiil' apnaa muqaddar Gam se begaana agar hotaa
to phir apne paraa.e ham se pahchaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Ghazal
gar de gayaa daGaa hame.n tuufaan bhii 'qatiil'
saahil pe kashtiyo.n ko Duboyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
'qatiil' jin pe sadaa pattharo.n ko pyaar aayaa
kidhar ga.e vo gunahgaar aa.o sach bole.n