SEARCH RESULTS
Showing search results for "قربتیں"
Ghazal MATCHES FOR "قربتیں"
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
judaa the ham to mayassar thii.n qurbate.n kitnii
baham hu.e to pa.Dii hai.n judaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye qurbate.n hii to vaj.h-e-firaaq Thahrii hai.n
bahut aziiz hai.n yaaraan-e-be-vafaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qurbate.n ret kii diivaar hai.n gir saktii hai.n
mujh ko KHud apne hii saa.e me.n Thahar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
bahut qariib hu.e jaa rahe ho socho to
ki itnii qurbate.n jismo.n se kab sa.nbhaltii hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
ye mauj mauj lahuu me.n tire badan kaa nasha
talaash kartaa hai har lamha qurbate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
visaal-o-hijr se vaabasta tohmate.n bhii ga.ii.n
vo faasle bhii ga.e ab vo qurbate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
qurbate.n nahii.n rakkhii.n faasla nahii.n rakkhaa
ek baar bichh.De to raabta nahii.n rakkhaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ta.alluqaat me.n gahraa.iyaa.n to achchhii hai.n
kisii se itnii magar qurbate.n bhii Thiik nahii.n
Aitbar Sajid
Ghazal
vatan-nasiib kahaa.n apnii qismate.n ho.ngii
jahaa.n bhii jaa.e.nge ham saath hijrate.n ho.ngii
Manzar Bhopali
Ghazal
sochaa to be-KHuluus thii.n sab us kii qurbate.n
jis ke baGair ghar miraa viiraan thaa bahut
Baqi Ahmad Puri
Ghazal
qurbate.n bhii duuriyo.n kaa ban ga.ii.n aksar sabab
is liye behtar hai un kii be-ruKHii baaqii rahe