SEARCH RESULTS
Showing search results for "قم"
Ghazal MATCHES FOR "قم"
Ghazal
phir vahii jhag.De kaa jhag.Daa hai agar qum kah diyaa
teG kaa mansuuKH saaraa faislaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
phir naGma-haa-e-qum to fazaa me.n hai.n guu.njte
tuu hii hariif-e-zauq-e-samaa.at nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
gaaliyaa.n de kar bajaa.e qum ke ai rashk-e-masiih
aap ne murde jilaa.e hai.n na.ii tadbiir se
Bedam Shah Warsi
Ghazal
sakat baaqii nahii.n hai qum be-iznillaah kahne kii
masiihaa bhii hamaare daur ke biimaar kitne hai.n
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
mo.ajiza vo jo masiihaa kaa dikhaate jaate
kah ke qum qabr se murde ko jilaate jaate
Abdul Halim Sharar
Ghazal
iisaa kii qum se hukm nahii.n kam faqiir kaa
arinii pukaartaa hai sadaa dam faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
nikal us kii zulfo.n ke kuuche se ai dil
tuu pa.Dhtaa qumil-laila illaa qaliilaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
qadam qadam pe jahaalat use sataa.egii
jo duur ho gayaa taa'liim aur ta.allum se
Ibrahim Noori
Ghazal
likhnaa hai sar-guzasht qalam naaz se uThaa
har nuqta-e-hayaat ko aaGaaz se uThaa
Jameel Azimabadi
Ghazal
aap hii zinda kare.n murda tamannaa.o.n ko
qum-be-iznii kaa asar aap kii aavaaz me.n hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
vo lab-e-jibriil kaa partav hasii.n tarz-e-kalaam
qum-be-iznii kaa ham e.ajaaz-o-adaa kal raat ko
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ummiid-e-vasl us se KHudaa kii qasam nahii.n
kahte hai.n arz-e-bosa pe vo dam-ba-dam nahii.n