SEARCH RESULTS
Showing search results for "قوافی"
Ghazal MATCHES FOR "قوافی"
Ghazal
ai 'zafar' likh tuu Gazal bahr o qavaafii pher kar
KHaama-e-dur-rez se hai.n ab guhar-baarii me.n ham
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
qaafiya milte ga.e umr Gazal hotii ga.ii
aur chehra tiraa buniyaad-e-qavaafii Thahraa
Ameer Imam
Ghazal
ek Dhab ke jo qavaafii hai.n ham un me.n 'inshaa'
ik Gazal aur bhii chaahe.n to sunaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kah ba-tabdiil-e-qavaafii Gazal ik aur bhii 'zauq'
dekhe.n biThlaa.e hai kis tarah se tuu TuuT ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai.n aur bhii duniyaa me.n suKHanvar bahut achchhe
ham jaisaa magar zauq-e-qavaafii nahii.n rakhte
Anjum Khaleeq
Ghazal
'zaahid' na.ii Gazal hai ki taqsiim kaa hisaab
baa.ndhe hai.n tum ne KHuub qavaafii adaq adaq
Sabir Zahid
Ghazal
likh ba-tabdiil-e-qavaafii Gazal ik 'mus.hafii' aur
naafa-e-nuqta se kar mushk-e-tataarii tayyaar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
gar tire vazn pe mai.n saare qavaafii baa.ndhuu.n
dam tiraa naak me.n ai baab-e-tafavvul pahu.nche
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
badlo radiif aur pa.Dho sher ai 'muniir'
kyaa faa.eda jo us ke qavaafii badal ga.e
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
Aftab Shah
Ghazal
qavaafii ziist ke nibhne na de.nge
jo nuqte baKHt kii tahriir me.n hai.n
Mukesh Sharma Manmauji
Ghazal
ai 'mehr' tab-e-barq ne betaab dil kiyaa
mazmuu.n chamak-damak ke qavaafii balaa ke hai.n
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
tumhaare paas qavaafii KHayaal laate hai.n
meraa KHayaal hii rahbar hai kyaa kiyaa jaa.e
Abdus Sami Siddiqui Naeem
Ghazal
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
Gazal me.n matla' kaho to har-chand dekh lenaa
ki misra’o.n ke qavaafii aapas me.n zam bhii hai.n naa