SEARCH RESULTS
Showing search results for "قوموں"
Ghazal MATCHES FOR "قوموں"
Ghazal
be-hisii muda-dilii raqs sharaabe.n naGme
bas isii raah se qaumo.n pe zavaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
mukaafaat-e-amal KHud raasta tajviiz kartii hai
KHudaa qaumo.n pe apnaa faisla jaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
payambaro.n ko utaaraa gayaa thaa qaumo.n par
KHudaa ne mujh pe magar qaum ko utaaraa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
tumhaarii merii rifaaqat hai chand qaumo.n tak
tumhaare paa.nv kaa chhaalaa huu.n phuuT jaa.uu.ngaa
Sulaiman Areeb
Ghazal
kirdaar adaa karnaa har shaKHs ko pa.Dtaa hai
aasaa.n nahii.n qaumo.n kii taqdiir badal jaanaa
Javed Jamil
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
qaumo.n ko baa-shu.uur banaane ke saath hii
ta.aliim ne qadiim rusuumaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
taariiKH kyaa hai vaqt ke qadmo.n kii gard hai
qaumo.n ke auj-o-past kii ik daastaa.n hai vaqt
Abdullah Javed
Ghazal
diin-dharam ke naam pe qaumo.n ke dushman
do-dhaarii talvaar uThaa.e phirte hai.n
Noor muneeri
Ghazal
sa.nbhaltii hai.n gir kar chamaktii hai.n miT kar
ye hai.n zinda qaumo.n ke atvaar dekho
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
ye jo sariyaa hai tafaaKHur kaa tirii gardan me.n
azhdahaa ban ke ye qaumo.n ko nigal jaataa hai
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
aap haatho.n kii lakiire.n dikhlaa.e.n
ham to qaumo.n kaa muqaddar hai.n miyaa.n