SEARCH RESULTS
Showing search results for "قیاس"
Ghazal MATCHES FOR "قیاس"
Ghazal
apne pe kar rahaa huu.n qayaas ahl-e-dahr kaa
samjhaa huu.n dil-paziir mata-e-hunar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
hasrat hai is ke dekhne kii dil me.n be-qayaas
aGlab ki merii aa.nkhe.n rahe.n baaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
tum KHush the pattharo.n ko KHudaa jaan ke magar
mujh ko yaqiin hai vo tumhaaraa qayaas thaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
KHud par jo e'timaad thaa jhuuTaa nikal gayaa
dariyaa mire qayaas se gahraa nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
vo ik nazar se mujhe be-asaas kar degaa
mire yaqiin ko meraa qayaas kar degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
vajuud vahm banaa miT gayaa magar phir bhii
tumhaare paas nahii.n huu.n qayaas ho kar bhii
Nadeem Bhabha
Ghazal
phir ek baar Galat niklaa ye qayaas miraa
giraa chaTaan pe to aabshaar TuuTegaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
kuchh is adaa se milaa aaj mujh se vo 'shaahid'
ki mujh ko KHud pe kisii aur kaa qayaas hu.aa
Shahid Kabir
Ghazal
jab ik saraab me.n pyaaso.n ko pyaas utaartii hai
mire yaqii.n ko qariin-e-qayaas utaartii hai
Afzal Khan
Ghazal
har ik qayaas haqiiqat se duur-tar niklaa
kitaab kaa na ko.ii dars mo'tabar niklaa