SEARCH RESULTS
Showing search results for "قیام"
Ghazal MATCHES FOR "قیام"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
shabnam kii tarah phuulo.n pe ro aur chaman se chal
is baaG me.n qayaam kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
ham aise be-hunaro.n me.n hai jo saliiqa-e-ziist
tire dayaar me.n pal-bhar qayaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
abhii to dil kii qayaadat me.n paa.nv nikle hai.n
talaash-e-ishq ruke to kahii.n qayaam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
ra.nj hai haalat-e-safar haal-e-qayaam ranj hai
sub.h-ba-sub.h ranj hai shaam-ba-shaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ham bhii kar le.n jo raushnii ghar me.n
phir a.ndhere kahaa.n qayaam kare.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n jis sukuun se baiThaa huu.n is kinaare par
sukuu.n se lagtaa hai meraa qayaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Ghazal
na dekhe.n dair o haram suu-e-rah-ravaan-e-hayaat
ye qaafile to na jaane kahaa.n qayaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
to kyuu.n na aaj yahii.n par qayaam ho jaa.e
ki shab qariib hai aaKHir kahii.n Thaharnaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ye rahguzar ki jaa-e-qayaam-e-qaraar thii
ya.anii ab us galii se bhii guzraa karuu.ngaa mai.n
Ajmal Siraj
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
shajar samajh ke miraa ehtiraam karte hai.n
parinde raat ko mujh me.n qayaam karte hai.n