SEARCH RESULTS
Showing search results for "قیدی"
Ghazal MATCHES FOR "قیدی"
Ghazal
mai.n dushmano.n se agar ja.ng jiit bhii jaa.uu.n
to un kii aurte.n qaidii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
aa.nkh se aa.nsuu nikal jaa.e.nge aur Tahnii se phuul
vaqt badlegaa to sab qaidii rihaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
qaidii huu.n mai.n tiraa ba-KHudaa-vandii-e-KHudaa
aur us aziiz-e-misr ke zindaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye bhii qaidii ho gayaa aaKHir kamand-e-zulf kaa
le asiiro.n me.n tire 'aazaad' shaamil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
qaidii raat ko bhaagne vaalaa hai 'taabish'
us ne KHvaab me.n KHufiya rasta dekhaa hai
Tousief Tabish
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
mai.n santarii huu.n 'aurato.n kii jail kaa huzuur
do-chaar qaidii is liye kam gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
qaidii bhii hai.n is shaan ke aazaad tumhaare
zanjiir kabhii zulf se bhaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
qaidii-e-Gam turbato.n me.n aur un ko ye KHayaal
kaaTne me.n ik shab-e-furqat ke mar jaa.e.nge kyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
har qaidii par aazaadii kii had jaarii kar dii
ho.nTo.n kaa ejaaz hu.e jo naGme saaz me.n the