SEARCH RESULTS
Showing search results for "لا_یعنی"
Ghazal MATCHES FOR "لا_یعنی"
Ghazal
sab samajhte hai.n mujh ko laa-yaanii
aadmii huu.n mai.n kaam kaa ya.anii
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
laa-yaanii hai sab laa-yaanii ya.anii ya.anii
aur kahaanii likh kar laa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
ya.anii us aadmii se ko.ii hame.n matlab hai
baate.n har ek se karte nahii.n laa ya.anii ham
Yawar Azeem
Ghazal
talKHii-e-Gam kaa jo hai mukammal javaab laa
ya.anii sharaab laa mire saaqii sharaab laa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
ek be-ma.anii sii saa.at ek laa-yaanii gha.Dii
jism ke uj.De kha.nDar me.n ek arsa ban ga.ii
Ateequllah
Ghazal
Nazeer Azad
Ghazal
use ye rishta-e-aab-o-saraab laa-yaanii
ki vo zuhuur o KHifaa kii zabaa.n samajhtaa hai
Saleem Shahzad
Ghazal
laa-yaa'nii-o-be-maa'nii thii kal tak mirii hastii
ik shaKHs mujhe KHaana-e-e'raab me.n laayaa