SEARCH RESULTS
Showing search results for "لن"
Ghazal MATCHES FOR "لن"
Ghazal
صدائے لن تراني سن کے اے اقبال ميں چپ ہوں
تقاضوں کي کہاں طاقت ہے مجھ فرقت کے مارے ميں
Allama Iqbal
Ghazal
arinii o lan-taraanii kaa sab raaz khul gayaa
kyaa nashsha-e-Gariib hai sharb-ul-yahuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
husn par zebaa nahii.n ye lan-taraanii aap kii
chaar din kii chaa.ndnii hai naujavaanii aap kii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
lan-taraanii ke ye ma.anii hai.n bajaa hai daavaa
dekhe be-parda tujhe ko.ii ye maqduur nahii.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
o barq-e-tuur taa-ba-kujaa lan-taraaniyaa.n
pathraa ga.ii.n hai.n aa.nkhe.n mire intizaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
suniye to shaiKH jii kii zaraa lan-taraaniyaa.n
huuro.n kaa zikr-e-KHair hai jannat kii baat hai
Talib Dehlavi
Ghazal
ye har shaKHs kii lan-taraanii hai kaisii
ki har aa.nkh to chashm-e-muusaa nahii.n hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
ishq me.n ahl-e-vafaa kitne aziyyat-kosh hai.n
KHuun dil kaa ho rahaa hai lab magar KHaamosh hai.n
Fana bulandshahri
Ghazal
payambar mai.n nahii.n 'aashiq huu.n jaanii
rahe muusii hii se ye lan-taraanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
cluff nahii.n hai nishaa.n hai ye chaa.nd-maarii kaa
hamaare chaa.nd ne lo chaa.nd par lagaa.ii choT
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aap ulaTre hai.n vo parda vo kahaanii ab kahaa.n
aashiqo.n se guftuguu hai lan-taraanii ab kahaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
sadaa-e-lan-taraanii aatii hai un ke takallum se
giraa de.n tuur-e-dil par saa.iqa barq-e-tabassum se