SEARCH RESULTS
Showing search results for "لکھنے"
Ghazal MATCHES FOR "لکھنے"
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
pyaar kaa pahlaa KHat likhne me.n vaqt to lagtaa hai
na.e parindo.n ko u.Dne me.n vaqt to lagtaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
javaab-e-KHat ke na likhne se ye hu.aa maaluum
ki aaj se hame.n ai naama-bar javaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil pe mushkil hai bahut dil kii kahaanii likhnaa
jaise bahte hu.e paanii pe ho paanii likhnaa
Kunwar Bechain
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
din ko din raat ko mai.n raat na likhne paa.uu.n
un kii koshish hai ki haalaat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
sau rang mazaamiin hai.n jab likhne pe aa.uu.n
gul-dasta-e-ma.anii mire ash.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
mumkin hai likhne vaale ko bhii ye KHabar na ho
qisse me.n jo nahii.n hai vahii baat KHaas hai
Nida Fazli
Ghazal
mai.n baiThaa thaa likhne apne Gam us ko
ashko.n se kaaGaz jal-thal hai kyaa likkhuu.n