SEARCH RESULTS
Showing search results for "لینے"
Ghazal MATCHES FOR "لینے"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
a.ng.Daa.ii bhii vo lene na paa.e uThaa ke haath
dekhaa jo mujh ko chho.D diye muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jaantaa thaa ki sitamgar hai magar kyaa kiije
dil lagaane ke liye aur ko.ii thaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
kal phir chaa.nd kaa KHanjar gho.np ke siine me.n
raat ne merii jaa.n lene kii koshish kii
Gulzar
Ghazal
itnaa masruuf huu.n jiine kii havas me.n 'shaahid'
saa.ns lene kii bhii fursat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
aa.nkho.n ke pochhne se lagaa aag kaa pata
yuu.n chehra pher lene se chhuptaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
un ko yaa.n vaade pe aa lene de ai abr-e-bahaar
jis qadar chaahnaa phir baad me.n barsaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ab to saraab hii se bujhaane lage hai.n pyaas
lene lage hai.n kaam yaqii.n kaa gumaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
silsila mere safar kaa kabhii TuuTaa hii nahii.n
mai.n kisii mo.D pe dam lene ko Thahraa hii nahii.n