SEARCH RESULTS
Showing search results for "ماخوذ"
Ghazal MATCHES FOR "ماخوذ"
Ghazal
mujh ko lagtaa hai ki maaKHuuz mirii ziist se hai
hai hikaayat jo bha.nvar aur safiine vaalii
Waqar Sahar
Ghazal
ye nayaa zulm hai Gussa jo unhe.n aataa hai
be-gunaaho.n ko bhii maaKHuuz vo kar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jaane kis jurm me.n maaKHuuz vo zindaanii hai
jo bhii aataa hai vo zanjiir hilaa jaataa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
use KHabar hai kahaa.n raushnii kaa maaKHaz hai
vo tiirgii me.n dilo.n ko jalaane vaalaa hai
Ahmad Shanas
Ghazal
raushnii ko ho mirii aisaa ko.ii maaKHaz ataa
zarra-e-naachiiz me.n din raat taabaanii rahe
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
ko.ii bhii kaam ho maaKHaz agar tashaffii kaa
baGair soch samajh ke vo baar baar karo