SEARCH RESULTS
Showing search results for "مبہم"
Ghazal MATCHES FOR "مبہم"
Ghazal
mile.n jab un se to mub.ham sii guftuguu karnaa
phir apne aap se sau sau vazaahate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
yahii sahii tirii marzii samajh na paa.e ham
KHudaa gavaah ki mub.ham the kuchh ishaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
fitrat me.n aadmii kii hai mub.ham saa ek KHauf
us KHauf kaa kisii ne KHudaa naam rakh diyaa
Gopal Mittal
Ghazal
hayaat-e-dozaKHiyaa.n bhii tamaam mub.ham hai
azaab bhii na mayassar hu.aa kahaa.n kii najaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sadaa.e.n doge palaT kar kabhii to dekhoge
hamaare dil me.n ye mub.ham gumaan thaa na rahaa
Humaira Rahat
Ghazal
Matin Niazi
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
saath jitnii der rah luu.n kaun saa khultaa hai vo
us ne daanista mire shero.n ko mub.ham kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
lab-e-ehsaas kabhii tuu kisii qaabil ho jaa
chuum le manzil-e-mub.ham ke nishaa.n baarish me.n
Osama Zakir
Ghazal
kuchh ishaare itne mub.ham itne vaazeh itne shoKH
daastaa.n saarii sunaa dii mudda.aa rahne diyaa
Mazhar Imam
Ghazal
azal se taa-ba-abad koshish-e-javaab hai 'shaaz'
vo ik savaal jo mub.ham rahaa hai aa.nkho.n me.n