SEARCH RESULTS
Showing search results for "متعین"
Ghazal MATCHES FOR "متعین"
Ghazal
apnaa maqaam bhii muta.ayyan na kar sake
vo kyaa kahe.nge dahr me.n kyaa aa.e kyaa ga.e
Mayal Khairabadi
Ghazal
'shaukat' usluub-e-Gazal hai muta.ayyan taaham
is me.n ham munfarid andaaz-e-bayaa.n rakhte hai.n
Shaukat Wasti
Ghazal
jalvo.n kii hade.n aaKHir kaise muta.ayyan ho.n
aa.nkho.n ne tire jalve taa-hadd-e-nazar dekhe
Rahi Shahabi
Ghazal
maujuudgii tirii muta’ayyan na ho sakii
ai tuu ki har jagah tirii maujuudgii bhii hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
ho jaa.egii jab tum se shanaasaa.ii zaraa aur
ba.Dh jaa.egii shaayad mirii tanhaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
bahut mahiin thaa parda laraztii aa.nkho.n kaa
mujhe dikhaayaa bhii tuu ne mujhe chhupaayaa bhii
Aanis Moin
Ghazal
ik karb-e-musalsal kii sazaa de.n to kise de.n
maqtal me.n hai.n jiine kii du.aa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
ye qarz to meraa hai chukaa.egaa ko.ii aur
dukh mujh ko hai aur niir bahaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
vo kuchh gahrii soch me.n aise Duub gayaa hai
baiThe baiThe nadii kinaare Duub gayaa hai
Aanis Moin
Ghazal
ye aur baat ki ra.ng-e-bahaar kam hogaa
na.ii ruto.n me.n daraKHto.n kaa baar kam hogaa
Aanis Moin
Ghazal
jiivan ko dukh dukh ko aag aur aag ko paanii kahte
bachche lekin so.e hu.e the kis se kahaanii kahte
Aanis Moin
Ghazal
baahar bhii ab andar jaisaa sannaaTaa hai
dariyaa ke us paar bhii gahraa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
mile mujh ko Gam se fursat to sunaa.uu.n vo fasaana
ki Tapak pa.De nazar se mai-e-ishrat-e-shabaana
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
ajab talaash-e-musalsal kaa iKHtitaam hu.aa
husuul-e-rizq hu.aa bhii to zer-e-daam hu.aa