SEARCH RESULTS
Showing search results for "محکوم"
Ghazal MATCHES FOR "محکوم"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil kaa gulaab mai.n ne jise chuum kar diyaa
us ne mujhe bahaar se mahruum kar diyaa
Anjum Barabankvi
Ghazal
ek maKHluuq ko jhuknaa thaa mire qadmo.n par
mere mahkuum farishte mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
mahkuum banaa letaa bashar arz-o-samaa ko
lekin vo kare kyaa use maqduur nahii.n hai
Naaz Muradabadi
Ghazal
mohtasib sach sach bataa KHalvat me.n kyaa saudaa hu.aa
mudda.ii insaaf se mahruum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
kaaGaz qalam kitaab se mahruum ho ga.e
ham jiite jii jahaan me.n marhuum ho ga.e
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
mahkuum-o-tahii-dast jo haq maa.ngne nikle
phir taKHt bhii us taKHt-nashii.n kaa nahii.n chho.Daa
Shahida Dilawar Shah
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
tere mahkuum tire haashiya-bar-daaro.n kii
sirf vardii hii nahii.n soch bhii sarkaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
mahkuum bastiyo.n se sarakne lagii hai dhuup
vo ahd huu.n ki jis ne shafaq be-naqaab kii
Saleem Shahid
Ghazal
haalaat ne kar rakkhaa ho mahkuum bhii 'aamir'
KHuddaar iraado.n kaa tahakkum nahii.n biktaa
Amir Mausavi
Ghazal
maut bhii mahkuum niklii us nigaah-e-naaz kii
ek marnaa sahl thaa vo bhii hu.aa mushkil mujhe
Raj Kumari Suraj Kala Sarwar
Ghazal
ham samundar ko to mahkuum nahii.n rakh sakte
haa.n magar kashtii me.n tuufaan nahii.n rakhte hai.n
Navin Joshi
Ghazal
hasb-e-naira.ng-e-jahaa.n dil shaad yaa maGmuum hai
aadmii jazbaat kaa haakim nahii.n mahkuum hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
mai.n us nigah-e-naaz kaa mahkuum huu.n 'saalik'
vaabasta-e-ahkaam-e-qazaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
hai.n vaqt ke mahkuum to bahke.nge qadam aur
badle hu.e haalaat me.n kho jaa.e.nge ham aur
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
peshaanii-e-haakim pe shikan aa ga.ii 'anjum'
mahkuum kii aaho.n kaa asar dekh rahaa huu.n
Shadab Anjum
Ghazal
ishq mahkuum sahii bekas-o-majbuur sahii
husn tanhaa bhii hu.aa hai asar-andaaz kahii.n