SEARCH RESULTS
Showing search results for "مدد"
Ghazal MATCHES FOR "مدد"
Ghazal
ye ruuh barso.n se dafn hai tum madad karoge
badan ke malbe se is ko zinda nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
vo jo maujuud nahii.n us kii madad chaahte hai.n
vo jo suntaa hii nahii.n us ko pukaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh na kahne se bhii chhin jaataa hai ejaaz-e-suKHan
zulm sahne se bhii zaalim kii madad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
un kii appeal hai ki unhe.n ham madad kare.n
chaaquu kii pasliyo.n se guzaarish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
us kuu me.n jaa mare.nge madad ai hujuum-e-shauq
aaj aur zor karte hai.n be-taaqatii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
samundaro.n ko bhii hairat hu.ii ki Duubte vaqt
kisii ko ham ne madad ke liye pukaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Ganiim se bhii adaavat me.n had nahii.n maa.ngii
ki haar maan lii lekin madad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
mere ashko.n kii madad chaahiye batlaa.o mujhe
kaun se phuul pe shabnam nahii.n rakkhii jaatii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mirii madad se khujuuro.n kii fasl pakne lage
mai.n chaahtaa huu.n ki sahraa kii dopahar ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
lagtaa hai log ab na bachaa paa.e.nge ise
allaah madad ko tuu mirii aa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
uTh rahe hai.n mire nazro.n se du.ii ke parde
kuchh madad aur KHayaal-e-ruKH-e-jaanaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
tirii madad kaa yahaa.n tak hisaab denaa pa.Daa
charaaG le ke mujhe aaftaab denaa pa.Daa
Haseeb Soz
Ghazal
ab ye bataa.e.n aap kii mai.n kyaa madad karuu.n
farzii kahaanii mujh ko sunaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
Ghazal
apnii anaa kii aahanii zanjiir to.D kar
dushman ne bhii madad ko pukaaraa to mai.n gayaa
Saud Usmani
Ghazal
madad ko jis kii kha.Daa huu.n mai.n sar-niguu.n ho kar
ba.De Guruur me.n vo naa-sipaas aa.egaa