SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرد_قلندر"
Ghazal MATCHES FOR "مرد_قلندر"
Ghazal
vo mard-e-qalandar hai nishaa.n us kaa KHudii hai
KHuddaar hai aisaa ki gumaa.n us kaa KHudii hai
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiirii
yaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
Allama Iqbal
Ghazal
sar-niguu.n jis kii faqiirii ke muqaabil shaahii
ab vo shai mard-e-qalandar me.n nahii.n hai apne
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai ka.ii mard-e-qalandar kii hayaat
taaj-e-shaahii kii anaa paa.nv se Thukraatii hai
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
'baasit' kabhii us mard-e-qalandar se bhii milte
allaah-re vo shaKHs ki jo KHud se la.Daa hai
Basit Azeem
Ghazal
Khubaib Tabish
Ghazal
dekhaa to gayaa taa.ifa-e-dair-o-haram me.n
aape me.n magar mard-e-qalandar nahii.n miltaa
Rizwanullah
Ghazal
ziist kii taariik raaho.n me.n diyaa ko.ii nahii.n
is safar me.n juz Gam-e-dil rahnumaa ko.ii nahii.n
Rafeeq Jabir
Ghazal
bulbul sune na kyuu.nki qafas me.n chaman kii baat
aavaara-e-vatan ko lage KHush vatan kii baat
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
qalandarii miraa maslak sikandarii hai tariiq
guzar rahaa huu.n do-aalam se be-niyaazaana
Raaz Muradabadi
Ghazal
mujhe jo shaKHs qalandar dikhaa.ii detaa hai
vo mere KHvaab ke andar dikhaa.ii detaa hai
Rizwana Saeed Roz
Ghazal
mujhe vo shaKHs qalandar dikhaa.ii detaa hai
jo mere KHvaab ke andar dikhaa.ii detaa hai
Rizwana Saeed Roz
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa