SEARCH RESULTS
Showing search results for "مطلق"
Ghazal MATCHES FOR "مطلق"
Ghazal
aa.inda shaam ko ham royaa ku.Dhaa kare.nge
mutlaq asar na dekhaa naaliidan-e-sahar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mere uzr-e-jurm par mutlaq na kiije iltifaat
balki pahle se bhii ba.Dh kar kaj-adaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
baiThe jo shaam se tire dar pe sahar hu.ii
afsos ai qamar ki na mutlaq KHabar hu.ii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
us qaadir-e-mutlaq ne banaayaa hai hame.n bhii
ta.amiir kii KHuubii usii me.amaar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
shaahid-e-hastii-e-mutlaq kii kamar hai aalam
log kahte hai.n ki hai par hame.n manzuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
she'r Gairo.n ke use mutlaq nahii.n aa.e pasand
hazrat-e-'akbar' ko bil-aaKHir talab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ifraat-e-shauq me.n to ruuyat rahii na mutlaq
kahte hai.n mere mu.nh par ab shaiKH-o-shaab kyaa kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHudaa hai qaadir-e-mutlaq ye baat khultii hai tab
jab us se kaam ko.ii kaafiraana pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
mutlaq na e'tinaa kii ahvaal par hamaare
naame kaa naame hii me.n sab pech-o-taab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
le gayaa dil kaa jo aaraam hamaare yaa rab
us dil-aaraam ko mutlaq kabhii aaraam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa tajaahul hai ki vo farmaate hai.n aGyaar se
mai.n nahii.n pahchaantaa mutlaq ki 'aaGaa' kaun hai
Aagha Akbarabadi
Ghazal
mutlaq nahii.n muhaal ajab maut dahr me.n
mujh ko to ye hayaat hii hairat kii baat hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Dhuu.nDaa na paa.iye jo is vaqt me.n sau zar hai
phir chaah jis kii mutlaq hai hii nahii.n hunar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
rab to hai shaafii-e-mutlaq hai shifaa-baKHsh vahii
sar dar-e-Gair pe tum apnaa jhukaayaa na karo