SEARCH RESULTS
Showing search results for "مطمئن"
Ghazal MATCHES FOR "مطمئن"
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
tere qariib rah ke bhii dil mutma.in na thaa
guzrii hai mujh pe ye bhii qayaamat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
ruk ruk ke saaz chhe.D ki dil mutma.in nahii.n
tham tham ke mai pilaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
bichha.Dte vaqt bahut mutma.in the ham dono.n
kisii ne mu.D ke kisii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n haasil na hu.aa chain mujhe
mutma.in dil hai bahut, jab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo mutma.in bahut hai miraa saath chho.D kar
mai.n bhii huu.n KHush ki qarz miraa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
mutma.in mujh se nahii.n hai jo ra.ii.yat merii
ye miraa taaj rakhaa hai ye qabaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
lagaa ke daav pe saa.nso.n kii aaKHirii puu.njii
vo mutma.in hai chalo haarne kaa Dar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
azaab degaa to phir mujh ko KHvaab bhii degaa
mai.n mutma.in huu.n miraa dil tirii panaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
apne vajuud se nahii.n mai.n mutma.in abhii
har lamha maa.njhtaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
hai.n apnii apnii jagah mutma.in jahaa.n sab log
tasavvuraat me.n mere hai ek aisii jagah