SEARCH RESULTS
Showing search results for "معتدل"
Ghazal MATCHES FOR "معتدل"
Ghazal
mo.atadil kar detii hai.n ye sard mausam kaa mizaaj
barf ke Tiilo.n pe cha.Dhtii dhuup jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
hai faqat murG-e-Gazal-KHvaa.n ki jise fikr nahii.n
mo.atadil garmi-e-guftaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
is liye mai.n ne guzaarii ziist ho kar mo.atadil
samjhaa jaataa hai yahaa.n me.aar pahlaa aaKHirii
aabid umar
Ghazal
bah chukaa hai KHuun paanii kii tarah insaan kaa
mo'tadil phir bhii mizaaj-e-aalam-faanii nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mai.n be-saliiqa KHayaalo.n kaa mo.atadil misra.a
suKHanvarii ke jo hai.n Dhab mazaaq karte hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
shadiid-tar hai tasalsul me.n hijr kaa mausam
kabhii milo ki use mo'tadil banaayaa jaa.e
Zulfiqar Aadil
Ghazal
vo chaar din bhii ham se nibaahii nahii.n ga.ii
vo mo.atadil-mizaaj thaa mai.n intihaa-pasand
Imdad Akash
Ghazal
do-chaar din bhii ham se nibaahii nahii.n ga.ii
vo mo'tadil mizaaj thaa mai.n intihaa pasand
Imdad Akash
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
havaa bhii tez na thii mo.atadil thaa mausam bhii
zamiin paa.nv ke niiche thii ik zamaana hu.aa
Farrukh Jafari
Ghazal
rashk-e-jahaan hotii mire zaKHm kii numuud
miltaa 'hayaa' jo mausam-e-gul mo'tadil mujhe