SEARCH RESULTS
Showing search results for "معیت"
Ghazal MATCHES FOR "معیت"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
guzar chuke hai.n kisii aks kii ma.ayyat me.n
ham aise log jo aa.iina-KHaane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
sar pe mere bhii thii dastaar-e-faziilat lekin
mujh ko haasil thii mire rab kii ma.iyyat lekin
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
vo to vo us kii ma.iiyat me.n guzaaraa hu.aa pal
jo bhulaa.e.n to bhulaane me.n zamaane lag jaa.e.n
Fartash Syed
Ghazal
kitne inkaar ma.ayyat me.n rahaa karte the
haa.n mirii samt vo 'iqraar' agar aate the
iqraar mustafa
Ghazal
kaa.nTo.n kii ma.ayyat me.n ba.Dii der rahaa hai
jis shaKHs kii baato.n me.n gulaabo.n kaa asar hai
Mohammad Akram Jazib
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
ashko.n kii ma.ayyat me.n the maGmuum a.ndhere
sadmaat kii har sej me.n ik KHauf kaa ghar thaa
Yusuf Jamal
Ghazal
ye kaun hai ki ma.ayyat kaa lutf haasil hai
tamaam aalam-e-imkaa.n pe chhaa rahaa huu.n mai.n
Urooj Qadri
Ghazal
KHayaal-e-Gairat-e-naahiid phir ma.iyyat-e-dil
so Dagmagaane lagii aaj phir se niyyat-e-dil
Noman Anwar
Ghazal
tumhaarii ma’iyyat me.n ai haasil-e-kul
mirii zindagii be-samar ho rahii hai
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Ghazal
na tujh ko maat hu.ii hai na mujh ko maat hu.ii
so ab ke dono.n hii chaale.n badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii