SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملازمت"
Ghazal MATCHES FOR "ملازمت"
Ghazal
hujuum-e-shahr ki jis kii mulaazmat me.n huu.n mai.n
mire liye mirii tanhaa.ii kaa idaara banaa
Farhat Ehsas
Ghazal
agar ye taKHta-e-gul zahr hai nazar ke liye
to phir mulaazamat-e-gulsitaa.n badal Daalo
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
mulaazmat jo milii daftar-e-fanaa me.n milii
phire the ham jo bahut arzii-e-davaam lagaa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
sunaa hai dasht ko vaapas ga.e janaab 'ehsaas'
mulaazmat se subuk-dosh ho ke bastii me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
'shaariq' mulaazmat kaa hai ye aaKHirii pa.Daav
kyo.n ho ab iKHtilaaf ke ha.ngaam se Garaz
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
dil sa.ng-e-malaamat kaa har-chand nishaanaa hai
dil phir bhii miraa dil hai dil hii to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo hame.n bhuul gayaa ho to ajab kyaa hai 'faraaz'
ham ne bhii mel-mulaaqaat kii koshish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
zaKHm bharne lage hai.n pichhlii mulaaqaato.n ke
phir mulaaqaat ke aasaar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
tujh se mil kar hame.n ronaa thaa bahut ronaa thaa
ta.ngi-e-vaqt-e-mulaaqaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
ye ek shab kii mulaaqaat bhii Ganiimat hai
kise hai kal kii KHabar tho.Dii duur saath chalo