SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملول"
Ghazal MATCHES FOR "ملول"
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHud hii kahaa thaa tuu ne mirii jaan chho.D de
ab chho.D dii to kyuu.n tiraa chehra maluul hai
Wasi Shah
Ghazal
din Dhal rahaa thaa jab use dafnaa ke aa.e the
suuraj bhii thaa maluul zamii.n par jhukaa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
ek ham qadro.n kii paamaalii se rahte the maluul
shukr hai yaaro.n ko aisii ko.ii biimaarii na thii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
suuraj kaa qahr sirf barahna saro.n pe hai
puuchho havas-parast se vo kyuu.n maluul hai
Shahryar
Ghazal
rahte hai.n kuchh maluul se chehre pa.Dos me.n
itnaa na tez kiijiye Dholak kii thaap ko
Shakeb Jalali
Ghazal
malaal ye hai ki is par ko.ii maluul nahii.n
hamaare shahr me.n hairat kaa qaht pa.D gayaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
chamaktii sa.Dko.n pe ko.ii meraa nahii.n thaa so mai.n
maluul pe.Do.n ujaa.D rasto.n me.n lauT aayaa
Hasan Abbasi
Ghazal
na ho maluul buraa vaqt sab pe aataa hai
kisii ke saath zamaana vafaa nahii.n kartaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
tum kah rahe ho is liye ha.nste hai.n varna to
ham jitne dil maluul hai.n ha.nste nahii.n kabhii
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
baaqii hai pau phaTe bhii sitaaro.n kii raushnii
shaayad mariiz-e-shab kii tabii.at maluul hai
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jhag.Daa hii tum chukaa do jab teG khii.nch lii hai
aafat me.n phir na mujh ko jaan-e-maluul Daale