SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملوکیت"
Ghazal MATCHES FOR "ملوکیت"
Ghazal
kartii hai muluukiyyat aasaar-e-junuu.n paidaa
allaah ke nishtar hai.n taimuur ho yaa cha.ngez
Allama Iqbal
Ghazal
Khubaib Tabish
Ghazal
isii KHataa se itaab-e-muluuk hai mujh par
ki jaantaa huu.n ma.aal-e-sikandarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab se aap mere hai.n faKHr se mai.n likhtaa huu.n
naam aap kaa apnii milkiyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
apne raaziq ko na pahchaane to muhtaaj-e-muluuk
aur pahchaane to hai.n tere gadaa daaraa o jam
Allama Iqbal
Ghazal
shab-e-taariik hai viiraana hai mahviyyat-e-Gam hai
ajab aalam me.n qurbat aap kii mahsuus hotii hai
Jigar Barelvi
Ghazal
ye ko.ii yaad hai ye bhii hai ko.ii mahviyyat
tire KHayaal me.n tujh ko bhii bhuul jaanaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye sher-o-shaa.erii merii ye mere chand KHayaal
yahii asaasa miraa ye hii milkiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
kaa.np uThe baargah-e-sar-e-afaaf-e-malakuut
yuu.n ma.aasii kaa lu.nDhaate hu.e paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
hazaar KHvaab mirii milkiyat me.n shaamil the
mai.n tere ishq me.n sarmaaya-daar ban ke rahaa
Ghalib Ayaz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qafas zamaana o jaa.n murG o aashiyaa.n malakuut
qafas me.n murG hai betaab aashiyaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
abhii tak to natiija bhii pas-e-diivaar hai jaanaa.n
tirii is mahviyat se kal kaa andaaza na ho jaa.e