SEARCH RESULTS
Showing search results for "منظم"
Ghazal MATCHES FOR "منظم"
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
yuu.n bhii nahii.n ki dil me.n ko.ii Gam nahii.n rahaa
ye silsila kuchh itnaa munazzam nahii.n rahaa
Zafar Iqbal
Ghazal
mirii hayaat thii KHushiyo.n se ham-kanaar magar
hu.e hai.n dard munazzim tire havaale se
Majid Deobandi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
ham KHud hii nahii.n chaahte sayyaad se bachnaa
saazish nigah-o-dil kii munazzam bhii bahut hai
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
phir ho sakii na merii munazzam ye zindagii
tujh se bichha.D ke sail ravaa.n is qadar hu.aa
Taseer Siddiqui
Ghazal
mai.n munazzim se bhalaa kaise karuu.n samjhautaa
Duubne vaale sitaaro.n se mai.n kyuu.n Dar jaa.uu.n
Yusuf Zafar
Ghazal
zindagii yuu.n hii munazzam rahe aisaa bhii nahii.n
ham na.ii tarz ko.ii aur bhii iijaad kare.n
Salma shaheen
Ghazal
D. Raj Kanwal
Ghazal
na thaa tumhaarii mohabbat me.n qaa.eda ko.ii
na kaarobaar-e-vafaa hii munazzam apnaa thaa
Shaukat Wasti
Ghazal
bikhar rahii hai jo quvvat vo phir munazzam ho
shikast ho to zaruurii nahii.n ki maatam ho
Ali Akbar Abbas
Ghazal
soyaa hu.aa hai izn-e-musaavaat aaj-kal
tahriik shorisho.n kii munazzam hai in dino.n
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
ye baat daad-talab hai shikast khaa kar bhii
Ganiim aaj munazzam dikhaa.ii detaa hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
dil vo shiishe kii 'imaarat hai mirii jaan agar
TuuT jaa.e to munazzam nahii.n hone vaalii
Mahwar Sirsivi
Ghazal
aalam tirii yaado.n kaa munazzam to hu.aa hai
phir ek nayaa silsila paiham to hu.aa hai