SEARCH RESULTS
Showing search results for "منظور"
Ghazal MATCHES FOR "منظور"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mahfil me.n tum aGyaar ko duz-diida nazar se
manzuur hai pinhaa.n na rahe raaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
mai vo kyuu.n bahut piite bazm-e-Gair me.n yaa rab
aaj hii hu.aa manzuur un ko imtihaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai sanam vasl kii tadbiiro.n se kyaa hotaa hai
vahii hotaa hai jo manzuur-e-KHudaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
har-chand hai dil shaidaa hurriyat-e-kaamil kaa
manzuur-e-du.aa lekin hai qaid-e-mohabbat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
us ko manzuur nahii.n hai mirii gumraahii bhii
aur mujhe raah pe laanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ye kab chaahaa ki mai.n mash.huur ho jaa.uu.n
bas apne aap ko manzuur ho jaa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
na.ii zamii.n na ko.ii aasmaan maa.ngte hai.n
bas ek gosha-e-amn-o-amaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
manzuur thii ye shakl tajallii ko nuur kii
qismat khulii tire qad-o-ruKH se zuhuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
unhe.n manzuur apne zaKHmiyo.n kaa dekh aanaa thaa
uThe the sair-e-gul ko dekhnaa shoKHii bahaane kii
Mirza Ghalib
Ghazal
manzuur ho na paas hamaaraa to haif hai
aa.e hai.n aaj duur se ham tujh ko taa.D kar