SEARCH RESULTS
Showing search results for "منی"
Ghazal MATCHES FOR "منی"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
shaiKH-e-be-nafs ko nazla nahii.n hai naak kii raah
ye hai jiryaan-e-manii dhaat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
bachche yatiim-KHaane ke mariyal hai.n sab magar
munshii yatiim-KHaane kaa bhai.nsaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
sab ThaaTh ye ik buu.nd se qudrat kii banaa hai
yaa.n aur kisii kii na manii hai na manaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aduu ke kahne se mujh ko zaliil-o-KHvaar kiyaa
sazaa ye us kii hai mai.n ne jo tum ko pyaar kiyaa
Munni Bai Hijab
Ghazal
ye KHat me.n munnii ke paapaa ne aaj likkhaa hai
jo tum nahii.n to ajab zindagii lage hai mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Munni Bai Hijab
Ghazal
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
na tirii fauj na shaagird na pairau na muriid
na tuu arjun hai na suqraat rishii hai na munii
Akbar Allahabadi
Ghazal
tapasyaa me.n rahtaa hai ye liin terii
'sikhar' kaa ye dil ko.ii saadhuu munii hai
Manisha Shikhar
Ghazal
pur-samar shaaKH ko hai sar kaa jhukaanaa achchhaa
chho.D de apne se ye maa-o-manii KHuub nahii.n