SEARCH RESULTS
Showing search results for "مول"
Ghazal MATCHES FOR "مول"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab ishq ik Gariib se mujh ko hu.aa to phir
dil kaa jo mol thaa vo ghaTaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
puuchhaa kisii ne mol to hairaan rah gayaa
apnii nigaah me.n ko.ii kitnaa Gariib thaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHatra to muft me.n bhii nahii.n lenaa chaahiye
ghar se nikal ke mol na lo faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
hai mauj-e-bahr-e-ishq vo tuufaa.n ki al-hafiiz
bechaara musht-e-KHaak thaa insaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa paanii ke mol aa kar maalik ne guhar bechaa
hai saKHt giraa.n sastaa yuusuf kaa bikaa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
liye haath par dil ko phirtaa huu.n yaaro
ko.ii mol leve to haa.n bechtaa huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baazaar-e-ishq me.n hai.n bahut dil jagah jagah
dekhe.n vo mol lete hai.n kis kii dukaan se