SEARCH RESULTS
Showing search results for "مولیٰ"
Ghazal MATCHES FOR "مولیٰ"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
peshaanii ko sajde bhii ataa kar mire maulaa
aa.nkho.n se to ye qarz adaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
mire master na hote jo uluum-o-fan me.n daanaa
kabhii maulaa-baKHsh-saahab kaa na mai.n shikaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
kun-fakaa.n ke bhed se maulaa mujhe aagaah kar
kaun huu.n mai.n gar yahaa.n par duusraa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aa.nsuu kamaa.e hai.n so tire diin ke liye
maulaa yahii zakaat hai ham ro nahii.n rahe
Nivesh Sahu
Ghazal
terii rahmat ke farishto.n ko ai mere maulaa
apne kaa.ndho.n pe gunahgaar liye phirtaa hai
Irfan Abid
Ghazal
sab kii muraade.n aa.ii.n bharii sab kii jholiyaa.n
daaman miraa hii KHaalii hai maulaa mujhe bhii de
Naseem Nikhat
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
kyaa kare.n itnii hasii.n hai tirii duniyaa maulaa
varna sochaa to yahii thaa ki sudhar jaa.e.nge
Ashraf Jahangeer
Ghazal
jaa ke auro.n se bado yaad-faraamosh vale
KHud-faraamosho.n ko maulaa mirii tum yaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
tuu giroh-e-fuqaraa ko na samajh be-jabruut
zaat-e-maulaa me.n yahii log samaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
muflisii aisii aduu ko bhii na baKHshe maulaa
bechnaa ho jo charaaGaa.n raushnii kii KHaatir
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
mujhe navaaz dii maulaa ne phuul sii beTii
mire hisaab me.n kuchh nekiyaa.n nikal aa.ii.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
nahii.n hai KHvaahish-e-jannat mujhe mire maulaa
mirii lahad me.n jalaa denaa bas alii ke charaaG