SEARCH RESULTS
Showing search results for "مویشیوں"
Ghazal MATCHES FOR "مویشیوں"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kisii ne chuum ke aa.nkho.n ko ye du.aa dii thii
zamiin terii KHudaa motiyo.n se nam kar de
Bashir Badr
Ghazal
udaas aa.nkho.n se aa.nsuu nahii.n nikalte hai.n
ye motiyo.n kii tarah siipiyo.n me.n palte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
vo jhuuTe motiyo.n kii chamak par phisal ga.ii
mai.n haath me.n liye hu.e almaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mujh ko motiyo.n se kyaa lenaa 'zeb' samundar bhii
jaane kyaa mire ashko.n kii sauGaate.n kartaa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
aa.nkho.n me.n aa.nsu.o.n ko ubharne nahii.n diyaa
miTTii me.n motiyo.n ko bikharne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
jii me.n hai motiyo.n kii la.Dii us ko bhej duu.n
iz.haar-e-haal-e-chashm-e-guhar-baar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
hayaat sirf tire motiyo.n kaa naam nahii.n
dilo.n kii bikhrii hu.ii KHaak chhantaa hai to aa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
muuziyo.n ko haadso.n se dahr ke kyaa KHauf hai
baarish-e-baaraa.n se ghar girtaa nahii.n zambuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
jo motiyo.n kii talab ne kabhii udaas kiyaa
to ham bhii raah se kankar sameT laa.e bahut
Shakeb Jalali
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
to motiyo.n me.n na tulne kaa ranj KHatm hu.aa
kisii kii aa.nkh ke aa.nsuu KHariid laa.e mujhe
Tariq Qamar
Ghazal
isii ummiid par sab ashk me.n ne sarf kar Daale
agar in motiyo.n me.n ek bhii sachchaa nikal aayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
pa.D chuke bahut paale Das chuke bahut kaale
muuziyo.n ke muuzii ko fikr-e-niish-e-aqrab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
royaa ki thaa jahez tiraa vaajib-ul-adaa
me.nh motiyo.n kaa qabr pe barsaa ke aa gayaa