SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہ_جبین"
Ghazal MATCHES FOR "مہ_جبین"
Ghazal
u.nglii jo kaaT Daalii hai yuusuf ko dekh kar
us mah-jabiin-e-misr kii har ik qasam 'aziiz
Armaan Jodhpuri
Ghazal
jab tasavvur me.n ko.ii maah-jabii.n hotaa hai
raat hotii hai magar din kaa yaqii.n hotaa hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
hai dhyaan jo apnaa kahii.n ai maah-jabii.n aur
jaanaa hai kahii.n aur to jaataa huu.n kahii.n aur
Meer Hasan
Ghazal
ruuTh jaa.e vo mah-jabii.n na kahii.n
lab pe aa jaa.e phir nahii.n na kahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
na naaznii.n ke jhamele na mah-jabii.n ke the
hamaare gaa.nv ke jhag.De to bas zamii.n ke the
Islam Parvez
Ghazal
mahak mahak sii ga.ii mai.n gulaab kii suurat
vo bas gayaa mirii aa.nkho.n me.n KHvaab kii suurat
Mah Jabeen Najm
Ghazal
idhar maa.il kahaa.n vo mah-jabii.n hai
falak ko mujh se kyuu.n parKHaash-o-kii.n hai
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
saath teraa miraa ghar ho to maza aa jaa.e
phir vahaa.n baaG-o-shajar ho to maza aa jaa.e
Shaista Mahjabeen
Ghazal
jaante ho nahii.n chalnaa to yuu.n chalte kyuu.n ho
aaj bhii Gaafil-e-manzil ho nikalte kyuu.n ho
Shaista Mahjabeen
Ghazal
tum ne hii to giraa.ii thii mujh par ye bijliyaa.n
dene ko aa rahii ho mujhe kyuu.n tasalliyaa.n