SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناامید"
Ghazal MATCHES FOR "ناامید"
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
lagaavTe.n vo tire husn-e-be-niyaaz kii aah
mai.n terii bazm se jab naa-umiid uTThaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
'shakiil' duurii-e-manzil se naa-umiid na ho
ab aa.ii jaatii hai manzil ab aa.ii jaatii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
ik naa-umiid ke liye itnaa na sochiye
aazurda dil rahaa bhii to be-dil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
ummiid naa-umiid ko un se nahii.n rahii
dushman ke dost hai.n vo hu.e mere yaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
huu.n naa-umiid vasl se yuu.n jaise vaqt-e-naza.a
ro kar kahe tabiib se biimaar bas jii bas
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaas ne dard hii nahii.n haq to ye hai davaa bhii dii
'faanii'-e-naa-umiid ko maut kaa aasraa diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
tum aisaa ahd-shikan 'aarzuu' saa naa-ummiid
kaho jo sach bhii to aataa hai e'tibaar kahaa.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mujhe hii chhuu ke uThaa.ii thii aag ne ye qasam
ki naa-umiid na hogii udaas ho kar bhii
Bhavesh Dilshad
Ghazal
mujhe jiine se tum maayuus naa-ummiid hii rakkho
tasallii do magar itnii dilaasaa do magar itnaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
sab naa-umiid ho ke zamaane se jaa mile
ahl-e-vafaa kaa aaj ko.ii raaz-daa.n nahii.n