SEARCH RESULTS
Showing search results for "نابکار"
Ghazal MATCHES FOR "نابکار"
Ghazal
KHatre me.n hai ye qiimtii hiiro.n kii sarzamiin
baiThe hai.n naa-bakaar se dushman machaan me.n
Tariq Mahmood
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
thak-haar ke baiThe hai.n sar-e-kuu-e-tamannaa
kaam aa.e to phir jazba-e-naakaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
zindagii jis ko tiraa pyaar milaa vo jaane
ham to naakaam rahe chaahne vaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
naakaam-e-tamannaa dil is soch me.n rahtaa hai
yuu.n hotaa to kyaa hotaa yuu.n hotaa to kyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
karuu.ngaa kyaa jo mohabbat me.n ho gayaa naakaam
mujhe to aur ko.ii kaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ek mohabbat aur vo bhii naakaam mohabbat
lekin is se kaam chalaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
gurez kaa nahii.n qaa.il hayaat se lekin
jo sach kahuu.n ki mujhe maut naagavaar nahii.n