SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناوک_نیم_کش"
Ghazal MATCHES FOR "ناوک_نیم_کش"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
abhii to kam hai tire tiir-e-niim-kash kaa asar
abhii ye dil miraa tuufaa.n se ham-kanaar nahii.n
Ahsan Aazmi
Ghazal
vo iKHtiyaar-e-diid kii suurat nahii.n rahii
dil se nikal chukaa hai har ik tiir-e-niim-kash
Hamid Husain Hamid
Ghazal
miir-e-sipaah naa-sazaa lashkariyaa.n shikasta saf
aah vo tiir-e-niim-kash jis kaa na ho ko.ii hadaf
Allama Iqbal
Ghazal
na hii tiir-e-niim-kash ne na hii bijliyo.n ne maaraa
mire naa-tavaan dil ko tirii saadgii ne maaraa
Kareem Roomani
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
us tiir-e-niim-kash kaa mazaa ho mujhe ataa
ai chashm-e-niim-baaz Gazal kah rahaa huu.n mai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
ham bhii le le.n lutf-e-tiir-e-niim-kash gar vo nazar
aate aate qalb tak KHanjar bane aur TuuT jaa.e