SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناپ"
Ghazal MATCHES FOR "ناپ"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
apnii girah se kuchh na mujhe aap diijiye
aKHbaar me.n to naam miraa chhaap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kahiye to aap ko bhii pahan kar mai.n dekh luu.n
ma.ashuuq yuu.n to hai.n hii nahii.n merii naap ke
Farhat Ehsas
Ghazal
dayaar-e-Gair idhar aa ke is kii vus'at naap
ik aasmaan mirii sarzamii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
mai.n ne zamii.n ko naap liyaa aasmaan tak
nazro.n me.n faasle hai.n uruuj-o-zavaal ke
Ahmad Wasi
Ghazal
zamii.n ko naap chukaa aasmaan baaqii hai
abhii parinde ke andar u.Daan baaqii hai
Pawan Kumar
Ghazal
Thiik us rashk-e-chaman ko vo qabaa hotii hai
naap kar jis kii rag-e-gul se kamar lete hai.n