SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناگنی"
Ghazal MATCHES FOR "ناگنی"
Ghazal
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
saadgii dekh to dil us se kare hai yaarii
naaganii dekh ke jis zulf ko bal khaatii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
bhaagtaa huu.n mai.n zindagii se 'KHumaar'
aur ye naagin Dase hii jaatii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
jaagii na thii.n naso.n me.n tamannaa kii naagine.n
us gandumii sharaab ko jab tak chakhaa na thaa
Bashir Badr
Ghazal
dar-parda unhe.n Gair se hai rabt-e-nihaanii
zaahir kaa ye parda hai ki parda nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
zulf-e-shab-guu.n tire shaane pe khulii naagin hai
Das le ye jis ko na phir uTh ke vo paanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ab vo ik soz-e-nihaanii bhii dilo.n me.n na rahaa
ab vo jalve bhii nahii.n ishq ke kaashaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uTThii hai sham-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
laakh Gam siine se lipTe rahe naagan kii tarah
pyaar sachchaa thaa mahaktaa rahaa chandan kii tarah