SEARCH RESULTS
Showing search results for "نطق"
Ghazal MATCHES FOR "نطق"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kal un ke aage sharah-e-tamannaa kii aarzuu
itnii ba.Dhii ki nutq ko bekaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
zabaa.n pe baar-e-KHudaayaa ye kis kaa naam aayaa
ki mere nutq ne bose mirii zabaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo bole 'nutq' tirii garmiyo.n me.n aag lage
kabhii kahaa jo ruKH-e-aatishii.n kaa bosa do
Maqsood Ahmad Nutq Kakorwi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
haivaa.n par aadmii ko sharaf nutq se hu.aa
shukr-e-KHudaa kare jo zabaan-e-bashar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ajab ghulaavaTe.n shahd-o-namak kii nutq me.n thii
vahii suKHan ki thaa marham bhii aur nashtar bhii
Manzoor Hashmi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
navaazisho.n pe agar husn-e-yaar aa jaa.e
zabaan-e-KHaar ko nutq-e-hazaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
sher me.n phuuTte hai.n apnii zabaa.n ke chhaale
nutq rakhte hai.n magar sab se judaa rakhte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
un ke ruu-ba-ruu nikle nutq o lafz be-maa'nii
baat hii 'ajab lekin KHaamushii ne paidaa kii
Zaheer Kashmiri
Ghazal
so yuu.n hu.aa ki lagaa qufl nutq-o-lab pe mire
mai.n tum se mil ke bahut der tak rahaa KHaamosh
Abdurrahman Wasif
Ghazal
nutq kahtaa hai ki iisaa miraa dam bhartaa hai
dahan-e-yaar ko da.avaa hai ki kausar mai.n huu.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
nutq palko.n pe sharar ho to Gazal hotii hai
aastii.n aag se tar ho to Gazal hotii hai