SEARCH RESULTS
Showing search results for "نظارے"
Ghazal MATCHES FOR "نظارے"
Ghazal
majnuu.n ne shahr chho.Daa to sahraa bhii chho.D de
nazzaare kii havas ho to lailaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ruuh ko shaad kare dil ko jo pur-nuur kare
har nazaare me.n ye tanviir kahaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
phir us ke baa'd nazaare nazar ko tarse.nge
vo jaa rahaa hai KHizaa.n ke gulaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
nazaare ko ye jumbish-e-mizhgaa.n bhii baar hai
nargis kii aa.nkh se tujhe dekhaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n na jazb ho jaa.e.n is hasii.n nazaare me.n
raushnii kaa jhurmuT hai mastiyo.n kaa gheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jo dekhte mirii nazro.n pe bandisho.n ke sitam
to ye nazaare mirii bebasii pe ro dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aa.nkho.n se duur sub.h ke taare chale ga.e
nii.nd aa ga.ii to Gam ke nazaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
jise mai.n dekh chukaa us ko log kyuu.n dekhe.n
na chho.Dii ko.ii bhii baaqii kashish nazaare me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
اگر کوئي شے نہيں ہے پنہاں تو کيوں سراپا تلاش ہوں ميں
نگہ کو نظارے کي تمنا ہے، دل کو سودا ہے جستجو کا
Allama Iqbal
Ghazal
chorii se do gha.Dii jo nazaare hu.e to kyaa
chilman to biich me.n hai ishaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
vahii nazaare vahii garmii-e-suKHan hai magar
na hii vo baat na vo tarz-e-guftuguu baaqii
Aabid Adeeb
Ghazal
kisii pahaa.D kii choTii par cha.Dh kar dekho
aa.nkho.n se ojhal nazzaare kis ke hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
aa.nkhe.n jab dii hai.n nazaare bhii ataa kar yaa-rab
ek kamre me.n zamaana bhii nahii.n chaahte ham