SEARCH RESULTS
Showing search results for "نقد"
Ghazal MATCHES FOR "نقد"
Ghazal
bachaa ke laa.e ham ai yaar phir bhii naqd-e-vafaa
agarche luTte rahe rahzano.n ke haath chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye naqd-e-jaa.n ki is kaa luTaanaa to sahl hai
gar ban pa.De to is se bhii mushkil savaal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
naqd-e-jaa.n le kar chale.n us bazm me.n
misr ke baazaar kii baate.n kare.n
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
jo dekhnaa ho to aa.iina-KHaana hai ye sukuut
ho aa.nkh band to ik naqsh bhii dikhaa.ii na de
Waheed Akhtar
Ghazal
yuusuf-e-misr-e-mohabbat kaisaa arzaa.n bik gayaa
naqd-e-dil qiimat hu.ii ik bosa bai.aana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qiimat me.n diid-e-ruKH kii ham naqd-e-jaa.n lagaate
baazaar-e-naaz lagtaa dil kii KHariid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
naqd-e-jaa.n kyaa hai zamaane me.n mohabbat hamdam
nahii.n miltii kisii qiimat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bai.aana naqd-e-jaa.n karo 'sayyaah' pesh-kash
rahtii hai un ko aaise KHariidaar kii talaash
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
jo na naqd-e-daaG-e-dil kii kare shola paasbaanii
to fasurdagii nihaa.n hai ba-kamiin-e-be-zabaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
nisyah-o-naqd-e-do-aalam kii haqiiqat maaluum
le liyaa mujh se mirii himmat-e-aalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sharaab-e-shauq kii qiimat hai naqd-e-jaan-e-aziiz
agar ye baa.is-e-kaif-e-davaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
paa-e-vahshat ne ajab naqsh banaa.e the yahaa.n
ai havaa-e-sar-e-sahraa tirii raftaar pe KHaak
Irfan Siddiqi
Ghazal
diin-o-duniyaa kaa talabgaar hanuuz 'aatish' hai
ye gadaa saa.il-e-nadq-e-do-jahaa.n hai ki jo thaa